Humein apne pyaar ka hisaab nahi aata, Unka palatkar koi jawaab nahi aata, Hum to unki yaad me sote tak nahi, Aur unko sokar bhi hamara khwaab nahi aata.. Hum unki khushi ki dua maangte rahe Behadd or bepanah maangte rahe Aaj wo khush hai kisi aur k saath, Ab samjh aaya hum "khuda" se apne liye hi saza maangte rahe
Jab dil toot jaaye hai toh aawaz nahi aati, Mohabbat har kis ko raas nahi aati, Yeh to apna apna muqqadar hai janaab Hum unhe bhula nahi paate, Aur unhe hamari yaad nahi aati |